Dil saham jata hai…
Lamha tham jata hai..
Sanse surkh ho jati hai...
Jab aap jane ki baat karti ho….
Hasi khamos ho jati hai..
Rosani dundli ho jati hai..
Hawayein be ras ho jati hai..
Jb aap jane ki baat karti ho..
Aankhen nam ho jati hai..
Ahsas sard ho jate hai…
aur teri tadap be parda ho jati hai..
jb aap jane ki baat karti ho...
Toh bas jayana karo hame yun tadapta chod kar…
hame apne pahalu me rakh lo apna daman samjh kar..
........ 🖋Azad
Comments
Post a Comment